Best latest funny quotes and jokes in hindi

Hii friends Today I am going to share with you a Funny Status Updates and best Funny quotes Status in English and hindi to  Language. There are million of people who can use whatsapp Messenger and they also change status day by day so that why I am Publishing a Best Funnest Status in our sites.You can check the collection of Funny Whatsapp Status below.I hope you will like the funny statuses for whatsapp.

Best latest funny quotes and jokes in hindi

1:- I changed my password everywhere to 'incorrect.' That way when I forget it, it always reminds me, 'Your password is incorrect.'
Funny quotes

2:-Sometimes I wish I was an octopus, so I could slap eight people at once.

3:-I know 10 facts about you:
Fact 1: You are reading this.
Fact 2: You can't say the letter 'm' without touching your lips.
Fact 3: You just tried it. 
Fact 4: You're smiling. 
Fact 6: You're smiling or laughing again. 
Fact 7: You didn't notice I missed fact 5. 
Fact 8: You just checked it. 
Fact 9: You're smiling again. 
Fact 10: You like this and you're going to rate or comment. :) 

4:-Hey there Whatsapp is using me.
5:- You can never buy Love... But still you have to pay for it...


6:- If you can’t convince her then confuse her

7:-  Love your girl like You love your hot Coffee… Enjoy it before its hotness goes.

8:- I love my haters, they make me famous..😂😂😂

9:- Ek award 🏆 to un ladko 😈 ka bhi banta hai,
jo dusre ki post par jake ladki 👸 ke commnet 💬 par love ❤ vala reaction dete hai..

10:-  Tammnna thi ki 😉 tere haatho ✋ ka rumal banu,
lekin 😘 tera zukam 😪 dekha to irada badal gaya..

11:- Aajkal jo ladke 👨 baabo jaisi dadhi badhakar rakhte hai,
ye munh facewash 💆 se dhote 💦 hai yaa shampoo se..

12:- Maine ishq ❤ ka izhar 😍 kiya,
usne 👱‍ hmm karke sab gobbar kar diya..

13:- Kuch dost 👬 itne kamine hote hai ki samosa 🌭 khane ke baad,
paise dene 💸 ke time hath done 👐 chale jate hai..

14:- Kuch ladkiya 👸 itni tez hoti hai ki kya batau,
bachho👶 ko pyaar ❤ karne ke bahane,
unka sara Chips 🍪 & chocolate 🍫 khakar bhag jati hai..

15:- Biwi 👩 bhi haq jatati hai, maa 👵 bhi haq jatati hai,
shaadi 😕 ke baad aadmi kashmir 🙁 ho jata hai..

16:- Mere liye jaan tak de dene vale launde 😈 se paanch so  🖐 rupye kya mang liye,
kal se phone 📞nahi utha raha..

17:- Utho jago or tab tak apne lakhya ka picha karo,
Jab tak uska bhai ya boyfriend apni kutai na kar de..

18:- Itni research karne ke bad bhi koi ye nahi pata laga paya ki,
Rishtedaro se chay ke liye pucho to bas "AADHA CUP" hi kyun bolte hai..

19:- Itna sanskar vala kalyug aa gaya hai ki
Ladki viday ke waqt se jyaada to mohalle ke ladke ro dete hai..

20:- Agar message ignore karne ke paise milte to aaj,
ladkiya malamal ho jati..

21:- Sala aaj jio ke karan record hi tut gaya,
samne se ladki boli tu phone kat, call mai karti hu..

22:- Sher kabhi ghas nahi khata,
aisa bolne vale aaj bank ki line mai khade khade vafers kha rahe hai..

23:- Ek lekhak ne likha hai, ki patiyo ko bhi bolne ka hak hona chahiye,
Patni hanste huye, dekho vo bhi bechaara likh hi paya, bol nahi paya..

24:-  Santa ne blood test karvaya result aya 'A ' soch kar bada achraj hua ki sali kamyabi to rag rag me dod rahi hai,
To sala school me 'C' kyon milta tha..

25:-Sirf ladkio ki Post par likes or comment karne walo,
Yad rakhna antim sanskar me aurate nahi aati..

26:-Kayde se shaadi mai aathva vachan,
ek dusre ko apni facebook id aur password batane ka bhi hona chahiye..

27:-Agar olympic mai munh fulane ka khel bhi hota to,
bharatiy ladkiyo ke gold maidal pakke the..

28:- Bhut, pret aur maasum biwia mann ka vaham hai, aisa kuch nahi hota..

29:- Duniya mai do hi log ek dusre ko badi hasrat se dekhte hai,
kuwaare shadishuda ko aur shadishuda kuwaaro ko..

30:- Kuch log ladki ki DP ko iss kadar zoom karke dekhte hai,
ki unke makeup ka brand bhi batala denge..

31:- Vegnanik kabhi ye nahi pata laga sakte ki,
south ki filmo mai baap kala aur beti gauri kaise ho jati hai..

32:- Aadhi bhartiy kanyao ka hafte mein 1GB data to,
hmmmm likhane mein khatam ho jata hoga..

33:- Bharat mai jab raste par shadi ki baarat nikalti hai,
to char paanch logo ke sharir mai traffic police ki aatma ghus jati hai..

34:- Iss tarah se to east india company ne bharat ko bhi nahi luta hoga,
jis tarah se aaj kal ki ladkiya apne boyfriend ko lutati hai..

35:- Don ka intezaar to gyaarah college ki ladkiya kar rahi hai,
lekin don ka college aana mushkal hi nahi namumakin hai,
kyonki don baarhvi fail ho gaya re..

36:- Aaj ek bahut hi dardnaak khayaal dimag mai aaya ki,
mere phone ki bhi settinge hai, par meri nahi..

37:- Vo aaj bhi shardi mai dhidhur rahi hai dosto, maine ek baar bus itna kah diya ki,
sweater ke bina katrina lagti ho..

38:- Iss duniya mai aansu pahucne vale mill  jayenge par nak pochne vale nahi..

39:- Vah kahti thi tere bina mar jaungi, 3 saal ho gaye hai,
lekin aaj bhi sadak pai golgappe khate huye dikh jati hai..

Read more:- Breakup status

40:- Kuch log ye sochkar jim nahi jate ki,
body to bana lenge par shakl ka kya karenge..

41:-  Jab bhi nikalegi hamare ghar ke samne se ae bewafaa,
kutto se na katvaya to dekh lena..

42:-  Maa ka hath keyboard ke F5 button jaisa hota hai,
jab bhi munh par thppad padta hai to bachha Refresh ho jata hai..

43:-Jo dil ke dard bhulane ke liye daaru pite hai, vo chakna nahi khate,
chakna to vo haramkhor khate hai, jo dilaasa dene aate hai..

44:- Maa ne bola aaj ke baaad mujhe maa mat bolna aur mai bola,
aunty khana do bhukh lagi hai, udati huye chappal aaye chahare pai 4 chand laga gaye..

45:- Kuch log chink marte huye itna zor se hil jate hai ki,
andar dil aur fefde bhi restart ho haye..

46:-Zali ko aag kahte hai, buzi ko rakh kahte hai,
jiska missed call dekhte hi daru utar jaye use baap kahte hai..

47:- Hum us desh ke vasi hai, jaha khubsurat ladkiya,
bhojan kam bhav jyaada khati hai..

48:- Maine  aaj chehare ke ek taraf dove lagaya aur,
ek taraf papa ne mere kan ke niche lagaya.
kan ke niche lagayi huye side jyada chamak rahi hai..

49:- Kabhi kisi ladki se phone number mang ke dekho, dene ko to dengi lekin,
react aisa karegi jaise unki ek kidni mang li ho..

50:- Vo kahti hai ladne se mohabbat badhti hai,
ye sunte hi mai uske gaal par thappad mar ke bhag gaya..
     

Our Facebook page comedy mania:-https://www.facebook.com/kingmaker111/

Our facebook page Yung India:-https://www.facebook.com/HarshThoughts/

Powerd by Ashish Agrawal
Newest
Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
7 January 2018 at 19:34 ×

Nice

Congrats bro Ashish Agrawal you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar