Best inspirational quotes | best inspirational status:-
Hey fans I am Ashish agrawal your 'love guru expert' and again come with some best life status or quotes in your favorite site 'comedymaniahub' I hope you will also like this quotes and status as you like my previous posts and those who visit our bolg first time then also visit our other posts about comedy , love and life links in your right fringers....1:-Shabd 🗣 chahe kitne hi ho hamare 👤 pass,
par kisi ko dil ❤️️ khush 😀 na kar sake to sab vyarth hai..
2:-Kisi ki chand ☝️ galti par na kijiye koi 👉 faisla,
beshak kamiya hogi, par khubiya ✨ bhi to hogi..
3:-Sachhai aur achhai 👌 ki talaash mai puri duniya 🌏 ghum le,
agar vah apne 👤 mai nahi ❌ to kahi bhi nahi..
4:-Duniya 🌍 mai chodne 😌 jaisa kuch hai to,
dusro 👫 se ummid karna 😒 chod do..
5:-Mehnat 💪 itni khamoshi 😌 se karo ki,
tumhari safalta 😍 shor macha de..
6:-Galti 😒 pith ☝ ki tarah hoti hai,
auro 👫 ki dikhti 👀 hai, par apni nahi..
7:-imandaari kisi kayde kanun ki mohtaz nahi hoti..
8:-Gurur ma insaan 👤 ko kabhi insaan nahi 👤 dikhta,
jaise 👉 chat par chadh jao to apna hi makan 🏠 nahi dikhta..
9:-Kuch nahi milta duniya 🌍 mai mehnat ke bagair,
mera apna saya bhi mujhe 👤 dhup mai aane ke baad mila..
10:-Dusre ki achhai mai 👉 yakin hona,
khud mai achhai hone ka ek achha 👌 praman hai..
11:-Jis ghar 🏠 mai maa 👵 baap 👴 haste hai, usi ghar 🏠 mai bhagwan baste hai..
12:-Kaayar aadmi apni maut se pahle na jane kitni baar marta hai..
13:-Jo sabhi ka mitr hota hai vo kisi ka mitr nahi hota..
14:-Insaan 👤 ki soch branded 😎 honi chahiye, uske kapde 👕 nahi..
15:-Raaste 🛣 kabhi khatm nahi ❌ hote, bas log himmat 👫 haar jate hai..
16:-Kam aise karo ki 👤 log aapko 📺 tv mai 👀 dekhe,
na ki 📹 cctv mai nahi..
17:-Ek yeh baat bhi to sach hai ki paisa waqt badal sakta hai,
lekin vapas nahi ❌ la sakta..
18:-Darr 😱 kahi aur nahi ❌ hota,
vo bas aapke dimag 😌 mai hota hai ।।
19:-Agar haarne 😢 se darr lagta 😱 hai to,
jitne 😎 ki ichha 😌 kabhi mat rakhna ।।
20:-Sabse uttam tirth apna mann hai,
jo vishesh rup se shudh kiya hua ho..
21:-Hath ✋ ka majhab nahi dekhte 🦅 parinde,
jo bhi dana 🥜 de, khushi 😊 se kha lete hai..
22:-Mehnat ka 👉 fal aur samsya ka ✔ hal, der se 📆 hi sahi, milta zarur hai ।।
23:-Safalta ka nuskha aasan hai,
jo sahi hai use sahi samay par sahi tarike se kijiye..
24:-Kabhi kabhi bahut chote chote niryan hi hamare jivan ko hamesha ke liye badal dete hai..
25:-Har aadmi kahta hai ki mai achha hu,
lekin log kya mante hai yah mahtvpurn hai..
26:-Kabhi kabhi bahut chote chote niryan hi hamare jivan ko hamesha ke liye badal dete hai..
27:-Vo bulandiya 🌁 bhi kis kam ki 👤janab,
jaha insaan chathe 🏃 aur insaaniyat utar jaye ।।
28:-Sanghrsh insaan ko majbut banata hai,
phir chahe vo kitna bhi kamzor kyon na ho..
29:-Charo taraf jay mata di ✊jay mata di chai 🔊 hai,
phir vrudhashram mai kiski maa 👵 aai hai..
30:-Manvata ka sampurn gyan in do shbdo mai nihit hai,
pratiiksha aur umeed ।।
31:-Apne udeshy mahan rakhe,
chahe iske iye kanto bhari dagar par hi kyo na chalna pade..
32:-Ek insaan ek insaan hai, chahe kitna hi chota kyon na ho..
33:-Vidhata ki adalat ki vakalat badi pyaari hai,
khamos rahiye, karm kijiye, aapka mukdama jari hai..
34:-Duniya 🌎 ka sabse faydemand 👉 sauda bujurgo 👴 ke pass baithna hai,
chad lamho ke badle mai vo aapko 👤 barso ka tajurba dete hai..
35:-Har chiz ka suzan do baar hota hai,
pahle dimag mai aur dusri baar vastvikta mai ।।
36:-Gir raha hai, din ba din 📆 insaaniyat ka star aur,
insaan 👤 ka dawa hai, ki hum 👫 tarakki par hai ।।
37:-Dikhava aur juth bolkar vyavhaar banane se achha hai,
sach bolkar dushman bana lo, tumhare sath kabhi vishvasghat nahi hoga..
38:-Yaa to padhne layak kuch likhe, yaa likhne layak kuch kare ।।
39:-Mann ki soch 🤔 sundar hai to sara sansar sundar 👌 lagega ।।
40:-Uss vyakti ki shakti ka koi muqabala nahi,
jiske pass shakti ke saath shanshakti bhi ho ॥
41:-Saari umar 👨 bas ek hi sabak 👉 yaad rakhna,
dosti 👬 aur dua 🙏 mai bas niyat saaf rakhna..
42:-Kamyaab log 👤 apne faisle se 🌏 duniya 😇 bada dete hai,
aur 😥 nakamyaab log duniya ke dar se apne faisle ✅ badal lete hai..
43:-Bhid mai sab log 👤 achhe nahi hote aur achhe 👌 logo ki bhid nahi hoti ।।
44:-Buri aadte 😈 agar waqt ⏰ pai na badli jaye to,
vo aadte aapka waqt 🕙 badal deti hai ।।
45:-Sach mai dhani 💰 vyakti vah hai,
jiske 👤 bachhe uske hath 🖐 khali ho tab bhi uski baho mai daud 🚶 aaye ।।
46:-Jis din 👉 antar mit jayega pooja aur azaan mai,
uss din sachha swarg ⚡⚡ banega mere hindustan mai ।।
47:-Mai to pathhar hu, mere mata-pita shilpkar hai,
meri har taarfi ke vo hi asli haqdaar hai ।।
48:-Mera 👦 manana yeh hai ki kam kharch 💸 vo karte hai,
jinhe jyaada kamana 💰 nahi aata ।।
49:-Do hath 🙌 se hum pachas logo 👥 ko nahi mar sakte,
par do hath 👏 jod kar hum karodo ka dil 💚 jit sakte hai ।।
50:-Dil ❤️️ pai na lijiye agar koi aapko bura 🙊 kahe to,
aisa koi 👤 nahi hai, jise har shaks achha ✔️ kahe ।।
For funny vedios subscribe our channel comedy mania:-https://www.youtube.com/channel/UCac-Xm3lA1LPoJgVi5tyV0g?disable_polymer=true
Our Facebook page comedy mania:-https://www.facebook.com/kingmaker111/
Our facebook page Yung India:-https://www.facebook.com/HarshThoughts/
Powerd by Ashish Agrawal
ConversionConversion EmoticonEmoticon